Election results are around the corner, and we have just witnessed the election season in full swing. The elections and politics in India have been very complex and ruthless. But Bollywood films have accurately portrayed them in the best possible way. The dialogues in Indian films have defined complicated politics in a very detailed manner and given the audiences an insight into what goes behind the fight for power.
So, let’s look at some Power-Packed Dialogues in Bollywood Flicks That define Indian Politics.
Page Contents
Rajneeti
Rajneeti mein murde kabhi gaade nahin jaate … unhe zinda rakha jaata hai … taki time aane par woh bole.
Sarkar Raj
Jaan lena jurm hai … sahi samay pe jaan lena … raajneeti
Ye Gulistan Hamara
Rajneeti ke vachan samay ki zaroorat dekhkar diye jaate hai … aur ussi tarah samay ki zaroorat dekhkar todh diye jaate hai
Bhoothnath Returns
Election circus ki tarah hota hai … jahan pe joker sirf time pass ke liye hota hai … ticketein khareedi jaati hai sher ko dekhne ke liye
Singham
Is desh ke rajneeti mein system ho na ho … yahan ke system mein rajneeti zaroor chalta hai
Prasthanam
Rajneeti bolo toh ek second … socho toh ek minute … seekh lo toh kuch din … lekin rajneeti samajhne ke liye poori zindagi nikal jaati hai
Parichay
Yeh raajneeti ke chakkar toh bas do kisam ke logon ko raas aate hai … ek toh woh jinke ghar khane peene ki fikar na ho … aur doosre woh jinke ghar khane peene ko kuch na ho
Tashkent Files
Rajneeti mein kuch sach nahi hota … yehi iska sach hai
Let us know your favorite Dialogue in the comments section below.
For more such interesting content, follow us on Instagram and Facebook.